Woh kahate hain hum se
show Full Funny Shayari..
Woh kahate hain hum se ke
Aapka Message Churaya huwa hota hai..
Woh kahate hain hum se ke
Aapka Message Churaya huwa hota hai..
Woh kahate hai hum se ke
Aapka message churaya hua hota hai.
Yu to net par SMS ka khazana hota hai..
Kuchh to kadar kar lo Zalim.
Aakhir selection to Hamara Hota hai…..
Aisi apni Wife ho
show Full Funny Shayari..
5Œ4 jiski height ho,
5Œ4 jiski height ho,
Jeans jiski tight ho, Chehara jiska bright ho,
Weight mein thodi light Ho, Umar me difference slight ho,
Thodi si woh quiet ho, Aisi apni Wife ho.
Apni Surat ka...
show Full Funny Shayari..
Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam 1 Missed call hee maar de
Kya hua jo usne racha li mehndi
show Full Funny Shayari..
Kya hua jo usne racha li mehndi,
Hamm bhi ab to sehra sajayenge.
Kya hua jo usne racha li mehndi,
Hamm bhi ab to sehra sajayenge.
Mujhe pata tha wo apne naseeb main nahi hai,
Ab uski chotti bahen ko fasayenge.
Mohabbat ke anjaam se
show Full Funny Shayari..
Mohabbat ke anjaam se darr rahein hain,
Nighaon main aapni khoon bhar rahein hain ,
Mohabbat ke anjaam se darr rahein hain,
Nighaon main aapni khoon bhar rahein hain ,
Meri Jaan ko le udda hai koi,
Aur ham yahi bethe hue sher o shayari kar rahein hain.
Shaadi ka pehla Saal
show Full Funny Shayari..
Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
Khushi ke maare mera bura haal tha,
Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
Khushi ke maare mera bura haal tha,
Khushiyaan kuchh yun umad rahin thi,
Ki sambhale nahi sambhal rahi thi ..
Subah subah madam ka chai Le kar aana
Thoda sharmate huye humein neend se jagana,
Wo pyaar bhara hath hamare baalon mein phirana,
Muskurate huye kehna ki..
Darling chai to pi lo, Jaldi se ready ho jao, Aap ko office bhi hai jaana.
Gharwali bhagwan ka roop Le kar aayee thi,
Dil aur dimag par poori tarah chhayee thi,
Saans bhi lete they to naam usee ka hota tha,
I pal bhi door jeena dushwar hota tha..
|
|
Shaadi ka pehla Saal (Funny Shayari)
Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
Khushi ke maare mera bura haal tha,
Khushiyaan kuchh yun umad rahin thi,
Ki sambhale nahi sambhal rahi thi ..
Subah subah madam ka chai Le kar aana
Thoda sharmate huye humein neend se jagana,
Wo pyaar bhara hath hamare baalon mein phirana,
Muskurate huye kehna ki..
Darling chai to pi lo, Jaldi se ready ho jao, Aap ko office bhi hai jaana.
Gharwali bhagwan ka roop Le kar aayee thi,
Dil aur dimag par poori tarah chhayee thi,
Saans bhi lete they to naam usee ka hota tha,
I pal bhi door jeena dushwar hota tha..
|